Monday, 9 July 2012

Bhigi Si Bhaagi Si

Bhigi Si Bhaagi Si
Movie:-Rajneeti



Aai Meri Subah Haste Hasate
Boli Aankhen Tere liye Sandesha hai
Haan hai
Jaagi aankhon ko bhi sapna milega
Koi khushi aane ka bhi andesha hai
Haan hai

Aan haaan
Gulabi si subah
Aan Haan
Sharabi si hawaa

Bheegi si bhaagi si
MEre bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi prem dhun woh sunaye

Bheegi si bhaagi si
MEre bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi ram dhun woh sunaye
LyricsMasti.com

Raahein waahein bole baatein rumani
Aao Baitho suno baatein kahani hai
Haan hain
Tazzi tazzi lage humko rozana
Teri meri baatein yun to purani hai
Haan hai


Aan haaan
Khayalon se paale
Aan haaan
Yeh zindagi chale

Bheegi si bhaagi si
MEre bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi prem dhun woh sunaye

Bheegi si bhaagi si
MEre bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi ram dhun woh sunaye
LyricsMasti.com

Meri aankhon ki Syaahi
Piya deti har gawaahi
Mein pyasi thi nirashi
Tu pani ki surahi

Meri aankhon ki Syaahi
Piya deti har gawaahi

Tujhe dekha to khila hoon
Teri chahat mein dhula hoon
Mile Mandir Mein jo ____
Mein to tujh mein yun mila hoon



Meri aankhon ki Syaahi
Piya deti har gawaahi
Meri aankhon ki Syaahi
Piya deti har gawaahi

Aan haaan
Dhundhe na abb koi
Aan haaan
Mein khoya Tu Khoyi

Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi prem dhun woh sunaye

Bheegi si bhaagi si
Mere bazuo mein samaye
Soti si jaagi si
Koi ram dhun woh sunaye

No comments:

Post a Comment