Sunday, 15 July 2012

Dil Hai Ke Manta Nahi


Dil Hai Ke Manta Nahi
Movie:-Dil Hai Ke Manta Nahi
Singer:-Anuradha Paudwal, Kumar Sanu



Dil Hai Ke Manta Nahi
Mushkil Badi Hai, Rasme Mohabaat Ye Jaanata Hi Nahi
Dil Hai Ke Manta Nahi
Ye Bekarari Kiyu Ho Rahi Hai Ye Janata Hi Nahi
Dil Hai Ke Manta Nahi

Dil To Ye Chahe, Har Pal Tumhe Hum , Bus Yuhi Dekha Kare
Mar Ke Bhi Hum Na Tumse Judaa Ho, Aao Kuch Aisa Kare
Mujhme Sama Ja, Aa Paas Aa Ja, Hum Dummere Hum Nashi
Dil Hai Ke Manta Nahi

Teri Waafayein, Teri Mohabaat, Sab Kuch Hai Mere Liye
Tune Diya Hai Nazarana Dil Ko, Hum To Hai Tere Liye
Ye Baat Saach Hai, Sab Janate Hai, Tumko Bhi Hai Ye Yakin
Dil Hai Ke Manta Nahi

HUm To Mohabaat, Karte Hai Tumse, Hum Ko Hai Bus Ithni Khabar
Tanha Hamara, Mushkil Tha Jeena, Tum Jo Na Milthe Agar
Betaab Saanse, Bechain Aankhe, Kehne Lagi Bus Yahi
Dil Hai Ke Manta Nahi

Pyar Diwana Hota Hai


Pyar Diwana Hota  Hai
Movie:-Kati Patang
Singer:-Kishore Kumar


  

pyar diwana hota hai mastana hota hain
har khushee se har gam se begana hota hain

shama kahe parawane se pare chala ja
meree tarah jal jayega yaha nahee aa
woh nahee sunata usako jal jana hota hain

rahe koyee sau parado me dare sharam se
najar ajee lakh churaye koyee sanam se
aa hee jata hain jis pe dil aana hota hain

suno kisee shayar ne yeh kaha bahot khub
mana kare duniya lekin mere mehbub
woh chhalak jata hai jo paimana hota hain

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe


Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe

Movie:- Anurodh

Singer:-Kishore Kumare


Aate Jaate Khoobsurat
Hmm
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain (X2)
Aawaz Ki Duniya Ke Doston
Kal Raat Kisi Jagah Mujhko
Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar
Nishaani Maankar
Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein
Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain
Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai
Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai
Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho
Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (X2)
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho
Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aayen
Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aap Ki Aakhon Mein

Aap Ki Aakhon Mein 
Movie:-Ghar
Singer:-K.Kumar &Lata Mangeshkar

 

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai (2)
Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin (2)
Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hai Kahin
Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz Hai

Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To Nahin (2)
Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin
Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz Hai

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai
Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai






Aaj mausam badaa


Aaj mausam badaa


Movie:-Loafer


Singer:-Mohammad Rafi





Aaj mausam badaa beiimaan hai 

Badaa beiimaan hai,


Aaj mausam 


Aane waalaa koi tuufaan hai


Koi tuufaan hai,


Aaj mausam 


Kyaa huaa hai,


Huaa kuchh nahin hai baat 


Kyaa hai pataa kuchh nahin


Hai mujhase koii 


Kataa ho gai to is mein merii 


Kataa kuchh nahin hai 


Khubasuurat hai tuu rut javaan hai 


Aaj mausam badaa beiimaan hai 


Kaali-kaalii ghataa dar rahii hai 


Thandii aahen havaa bhar rahii hai sabako 


Kyaa-kyaa gumaan ho rahe hain har kalii ham pe shak kar rahii hai phuulon kaa dil bhii kuchh 



badagumaan hai ai mere yaar ai husn vaale dil kiyaa mainne tere havaale terii marzii pe ab

baat thaharii jiine de chaahe tuu maar daale tere haathon mein ab merii jaan hai

Thursday, 12 July 2012

Chamak Challo Chel Chabili

Chamak Challo Chel Chabili
Movie:- Rowdy Rathore
Singer:-Kumar sanu,& Shreya Ghoshal 





Chamak challo chel chabeli
Kehte hain mujhko raas raseeli

Haan chamak challo chel chabeli
Kehte hain mujhko raas raseeli
Bachke tu rehna dildaar sajna
Mehnga padega tujhko pyaar sajna
Baja re baja re baja band baaja
Arrey isska baja re dekho band baaja

Haan chamak challo chel chabeli
Kehte hai mujhko raas raseeli
Bachke tu rehna dildaar sajna
Ho mehnga padega tujhko pyaar sajna
Chamak challo chel chabeli
Haan hoo

Yeh roop rang mera, jadh hai fitno ki
Arrey neeyat badal gayi, jaane kitno ki
Hoo yeh roop rang mera, jadh hai fitno ki
Arrey neeyat badal gayi, jaane kitno ki
Hasske jidhar main apni nazar utha doon
Udhar bane afsaane
Yahan milenge tujhko gali gali
Mere naam ke deewane
Hoo aisi waisi main nahi raja
Arrey tere jaise kitne jaa jaa

Teri adaa adaa lagti hai kaatil
Bade hi pyaar se, lootey mera dil
Hoo teri adaa adaa lagti hai kaatil
Bade hi pyaar se, lootey mera dil
Zid pe agar main aaun
Toh pal mein tujhko abhi utha le jaaun
Yeh samajh le gori meri hai tu
Tujhe pyaar se samjhaaun

Arrey aa naino ke pech lada le
Arrey mere jaisa rog laga le
Haan banke rahunga tera yaar sajna
Ho tujhse kiya hai maine pyaar sajna
Baja re baja re baja band baaja
Arrey isska baja re dekho band baaja

Chamak challo chel chabeli
Kehte hai mujhko raas raseeli
Bachke tu rehna dildaar sajna
Hoo mehnga padega tujhko pyaar sajna

Dil Apna Aur Preet Parai

Dil Apna Aur Preet  Parai
Movie:-Dil Apna Aur Preet  Parai
Singer:-Lata Mangeshkar



Dil Apanaa Au Rpriit Paraa_Ii
Kis Ne Hai Ye Riit Banaa_Ii
Aa.Ndhii Me.N Ek Diip Jalaayaa
Aur Paanii Me.N Aag Lagaa_Ii
Dil Apanaa...

Hai Dard Aisaa Ki Sahanaa Hai Mushkil
Duniyaa Vaalo.N Se Kahanaa Hai Mushkil
Ghir Ke Aayaa Hai Tuufaan Aisaa
Bach Ke Saahil Se Rahanaa Hai Mushkil
Dil Apanaa...

Dil Ko Sambhaalaa Na Daaman Bachaayaa
Phailii Jab Aag Tab Hosh Aayaa
Gam Ke Maare Pukaare.N Kise Ham
Ham Se Bichha.Daa Hamaaraa Bhii Saayaa
Dil Apanaa...

Chand Phir Nikla

Chand Phir Nikla 
Movie:-Paying Guest
Singer:-Lata Mangeshkar




chaand phir nikla magar tum naa aaye
jala phir meraa dil karu kya mai haay) - (2)
chaand phir nikla.......

(yeh raat kehatee hai woh din gaye tere
yeh jaanata hai dil ke tum nahee mere) - (2)
khadee hu mai phir bhee nigaahe bichhaaye
mai kya karu haay ke tum yaad aaye
chaand phir nikla magar tum naa aaye
jala phir meraa dil karu kya mai haay
chaand phir nikla.......

(sulagate sine se dhua sa uthata hain
lo abb chale aao ke dam ghuthata hain) - (2)
jala gayee tan ko bahaaro ke saaye
mai kya karu haay ke tum yaad aaye
chaand phir nikla magar tum naa aaye
jala phir meraa dil karu kya mai haay
chaand phir nikla.......

Hum Pyar Mein Jalnewalon Ko

      Hum Pyar Mein Jalnewalon Ko
      Movie:-Jailor
      Singer:-Lata Mangeshkar


       



ham pyaar mein jalanevaalon ko
chain kahaan, haay, aaraam kahaan
ham pyaar mein jalanevaalon ko

prit ki andhiyaari manzil mein, chaaron or siyaahi
aadhi raah mein hi ruk jaaye, is manzil ka raahi
kaanton par chalanevaalon ko, chain kahaan, haay, aaraam kahaan
ham pyaar mein jalanevaalon ko

bahalaaye jab dil na bahale, to aise bahalaayein
gam hi to hai pyaar ki daulat, ye kahakar samajhaayein
apana man chhalanevaalon ko, chain kahaan, haay, aaraam kahaan
ham pyaar mein jalanevaalon ko

Yun Hasraton Ke Dagh

Yun Hasraton Ke Dagh
Movie:-Adalat
Singer Lata Mangeshkar

 

Yun Hasraton Ke Daag Mohabbat Mein Dho Liye
Khud Dil Se Dil Ke Baat Kahi Aur Ro Liye
Yun Hasraton Ke Daag

Murjha Chukka Hai 
Phir Bhi Yeh Dil Phool Hi To Hai
Haan Phool Hi To Hai
Hum Aapki Khushi Se Kaaton Mein So Liye
Khud Dil Se Dil Ke Baat Kahi Aur Ro Liye
Yun Hasraton Ke Daag

Hothon Ko Si Chuke To Zamane Ne Yeh Kaha(2)
Zamane Ne Yeh Kaha
Ye Chup Si Kyon Lagi Hai Aji Kuchh To Boliye
Khud Dil Se Dil Ke Baat Kahi Aur Ro Liye
Yun Hasraton Ke Daag

Ghar Se Chale They Hum To Khushi Ki Talaash Mein
Khushi Ki Talaash Mein
Gam Raah Mein Khade They Wo Hi Saath Ho Liye
Khud Dil Se Dil Ke Baat Kahi Aur Ro Liye
Yun Hasraton Ke Daag